Roman script
jhoothi khaayi thi qasam jo nibhaayi nai ho jhoothi khayi thi qasam jo nibhaayi nahi jhoothi khayi thi qasam jo nibhaayi nahi kaati raat maine kheton mein tu aayi nahi kaati raat maine kheton mein tu aayi nahi kaati raat maine kheton mein tu aayi nahi le ke aaya bhi main ghar se rajaayi nayi nahin aayi aayi aayi tu toh aayi nahi nahin aayi aayi aayi tu toh aayi nahi ho kaati raat maine kheton mein tu aayi nahi nikal rahi thi main toh saj ke sanwar ke toka meri amma ne aankhein badi kar ke boli mujhe kyon ri kahan chali kalmuhi kheton mein kunwari chhori jaati nahin yun hi aise ladke jo kheton mein bulaate hain aise ladke jo kheton mein bulaate hain beti bante kabhi bhi vo jamai nahi kaati raat maine kheton mein tu aayi nahi jaane ye deewana palkein bichhana aata hai tujhe bas karna bahaana sunke duhaayi aayi re qayaamat phir bhi hua na kabhi tera aana dhali jaaye re jawani intezaar mein dhali jaaye re jawani intezaar mein tere chakkar mein doosri pataayi nahi tere chakkar mein doosri pataayi nahi tere chakkar mein doosri pataayi nahi kaati raat maine kheto mein tu aayi nahi kaati raat maine kheto mein tu aayi nahi
Song details
- Singer: Divya Kumar
- Singer: Simran Choudhary
- Singer: Pawan Singh I
- Film / album: Stree 2 (2024)
- Composer: Sachin Jigar
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
- Actor: Rajkummar Rao
- Actor: Shraddha Kapoor
- Actor: Pankaj Tripathi
- Actor: Abhishek Banerjee
- Actor: Aparshakti Khurana
- Actor: Tamannaah Bhatia
- Actor: Anya Singh
- Actor: Atul Srivastava
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Sunita Rajwar
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Varun Dhawan
- Actor: Bhoomi Rajgor
- Actor: Shruti Pandey
- Actor: Sunil Kumar - VIII
- Actor: Ajay Pal
- Actor: Aakash Dabhade
- Actor: Mustaqeem Shah Khan
- Actor: Badriprasad Chavan
- Actor: Sushil Soni
- Actor: Arvind Bilgaiyan
- Actor: Simran Sharma
- Actor: Vipasha Arvind
Song video
singer: Divya Kumar, Simran Choudhary, Pawan Singh I
actor: Shraddha Kapoor, Rajkummar Rao