Roman script

aayi maha shivratri 

aayi maha shivratri siddhi ki dasi 

sakal bhav bhay haari jai mahadev mangalkari 

aaiyi maha shivratri siddhi ki dasi 

sakal bhav bhay haari jai mahadev mangalkari 

jai ho shambhu jai ho shambhu 

jai hove tumhari 

har har mahadev 

sagaar manthan se jab nikli kaal kut ki jawala 

nikli kal kut ki jawala 

sabki raksha karne ko tumne wo vish pee dala 

tumne sara vish pi dala 

nilkanth tum huye sabhi ke liye 

sarv sankat haari jai mahadev mangalkari 

aayi maha shivratri siddhi ki dasi 

sakal bhav bhaye haari jai mahadev mangalkari 

jai ho shambhu jai ho shambhu

jai hove tumhari 

har har

aane lagi jab swarg se ganga

aane lagi jab swarg se ganga 

apna veg badhaye ganga, apna veg badhaye

bandh jatao mein ganga ko ganga dhar kahlaye 

jab tum ganga dhar kahlaye

shish suhaye gang uma hai sang tumahri chhabinari 

jai mahadev mangalkari  

aayi maha shivratri siddhi ki dasi 

sakal bhav bhay haari jai mahadev mangalkari 

jai ho shambhu jai ho shambhu 

jai hove tumhari

har har mahadev 

tumhe digane ko jab man mathne 

pushp baan jab mare

tum par pushp baan jab maare 

khol tisra lochan

khol tisra lochan tumne barsaye angare 

tumne barsaye angare 

jala kaam ka ang hua wo anag 

rahe tum adhikari jai mahadev mangalkari 

aai maha shivratri siddhi ki dasi 

sakal bhav bhay haari jai mahadev mangalkari 

jai ho shambhu jai ho shambhu 

jai hove tumhari

har har mahadev

tumhe puj kar hi raghav ne

tumhe puj kar hi raghav ne 

ravan par jai payi 

ram ne ravan par jai payi 

pal bhav bhayhari jai mahadev mangalkari 

jai ho shambhu jai ho shambhu 

jai hove tumhari

har har mahadev 

har har mahadev 

har har mahadev

Explore this song