Roman script

aayi jhum ke jawani
aayi jhum ke jawani
kahe dil ki kahani suno suno ji
suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
aayi jhum ke jawani
kahe dil ki kahani suno suno ji
suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
dekho aayi hai bahar naya naya hai nikhar
dekho aayi hai bahar naya naya hai nikhar
meri aankho me 
ho meri aankho me ab na karna tu  inkar
hogi hogi hogi teri meharbani
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
aayi jhum ke jawani
kahe dil ki kahani suno suno ji
suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
sun lo yaro
yaro ulfat hai janjal jo na jeb me tere mal
ek rupaiya vo bhi chota
yaro ulfat hai  janjal jo na jeb me tere mal
aankho me aankhe na dasl
sar ke ud jayenge bal
sar ke sar ke sar ke ud jayenge bal
yad aayegi tujhko nani
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
aayi jhum ke jawani
kahe dil ki kahani suno suno ji
suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
gore gal pe gore gal pe kala til
khwabo bune mera dil gore gal pe kala til
khwabo bune mera dil sine pe rakhe hai dil
raja jaldi aake mil raja ho 
raja raja jaldi aake mil
hai ye duniya hai aani jani
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
aayi jhum ke jawani
kahe dil ki kahani suno suno ji
suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
kahna jo dil chahe, to kah do na
amma darte hai  kyu darte hai wo sun na paye
hum to unse ishq nibhaye 
jo mere ghar tak chal ke aaye
chahe langdi ho ya kani
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
aayi jhum ke jawani
kahe dil ki kahani suno suno ji
suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani
aayi jhum ke ho aayi jhum ke
aayi jhum ke ho aayi jhum ke

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Chitragupt, Shamshad Begum