Roman script

aayi hu tere dwar pe tujhko pukarne

aayi hu tere dwar pe tujhko pukarne

bhagwan mujhko lut liya, mere pyar ne

aayi hu tere dwar pe tujhko pukarne

kisko khabar thi naav khivaya duboyega

kisko khabar thi naav khivaya duboyega

dhokha diya hai mujhko, mere aitbaar ne

aasu baha baha ke, tadapna padega yu

aasu baha baha ke, tadapna padega yu

socha na dil me aake ye dil bekarar ne

jab maine aashiyana, chaman me bana liya

jab maine aashiyana, chaman me bana liya

barbad tab kiya mujhe, aake bahar ne

Explore this song