Roman script

aayi hoon main pyaar 

bhar dil ko sambhaale

meri duniya ke ujaale

meri duniya ke ujaale

aayi hoon main pyaar 

bhare dil ko sambhaale

meri duniya ke ujaale

meri duniya ke ujaale

tu apni hansi mein 

mere aansoo bhi chhupa le

tu apni hansi mein 

mere aansoo bhi chhupa le

tu aa ke lipat jaa

tu aa ke lipat jaa

meri mamta ke gale se

ik baar mujhe pyaar se maa

maa kah ke bulaa le

maa kah ke bulaa le

meri duniya ke ujaale

aayi hoon main pyaar 

bhare dil ko sambhaale

meri duniya ke ujaale

meri duniya ke ujaale

dole hai tera kaun

dole hai tera kaun

?? dil mera dole

yoon haule haule

yoon haule haule

dheere dheere

chaal dikhaa le

tu chaal dikhaa le

meri duniya ke ujaale

aayi hoon main pyaar 

bhare dil ko sambhaale

meri duniya ke ujaale

meri duniya ke ujaale

in pyaar bhari totli 

baato pe main qulbaan

in pyaar bhari totli 

baato pe main qurbaan

keh kar mera parnaam

keh kar mera parnaam

baabu ko manaa le

baabu ko manaa le

meri duniya ke ujaale

aayi hoon main pyaar 

bhare dil ko sambhaale

meri duniya ke ujaale

meri duniya ke ujaale

Explore this song