Roman script
aayi hun main dil ke taaron mein ki jo khulke nahi kehati woh kehati hoon isharo mein jana nahi bahar gam ka hai pehara are dil ke maro kahan chal diye humse chhupoge chhipane na denge tumhe jalte diye jana nahi bahar ghum ka hai pehara are dil ke maro kahan chal diye humse chhupoge chhipane na denge tumhe jalte diye ho jhilmil jhilmil paradon ke pichhe jalti bujhati aankhein hai diwaro mein aayi hun main dil ke taron mein ki jo khulke nahi kehati woh kehati hun isharo mein dekho jara kaise mujhko jalaye ki jo chandani mere tan se dhale dali se tute phulon ke jaisa mera chehara khilte dekho jara kaise mujhko jalaye ki jo chandani mere tan se dhale dali se tute phulon ke jaisa mera chehara khilte ha yahi hai wo katil jiske nahi hain dil yeh na janu baithe ho guljaro mein aayi hun main dil ke taron mein ki jo khulke nahi kehti woh kehti hun isharo mein aayi hun main dil ke taron mein ki jo khulke nahi kehati woh kehati hun isharo mein
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Ehsan (1970)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Joy Mukherjee
- Actor: Anjana
- Actor: Madan Puri
- Actor: Helen
- Actor: Rajendra Nath
- Actor: K N Singh
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Sulochana Chatterjee
- Actor: Johny Whiskey
Song video
actor: Helen, Joy Mukherjee, K N Singh