Roman script

aayi dulhan badi albeli 

mahakati chameli nazar na lage

haye kisi ki nazar na lage 

aayi dulhan badi albeli 

mahakati chameli nazar na lage

kisi ki nazar na lage 

jeet ke aayi pyar piya ka 

dil se lagaye haar piya ka

pyar piya ka, dekho haar jiya ka

jeet ke aayi pyar piya ka 

dil se lagaye haar piya ka

masi umange naach uthi hai

rang na puchho uske jiya ka

meri banno, meri banno gajab ki rangili

najar sharmili, najar na lage

haye kisi ki najar na lage

chhod ke aayi din bachpan ke 

lekar aayi geet milan ke

geet bachpan ke, gori geet milan ke

chhod ke aayi din bachpan ke 

lekar aayi geet milan ke

apne piya ki prem diwani 

vaari jaau ispe, meri laado 

meri laado badi hi sharmili

do ankhiya rasili, najar na lage

haye kisi ki najar na lage

ghar ki badi hai, dil ki badi hai

rog laga hai pyar bhari hai

dil ki badi hai, dekho pyar bhari hai

ghar ki badi hai, dil ki badi hai

rog laga hai pyar bhari hai

dekhte hi tan me aaye bahare

????

meri laado badi hi sharmili

ye ankhiya rasili, najar na lage

haye kisi ki najar na lage

ha aayi dulhan badi albeli 

mahakati chameli nazar na lage

haye kisi ki nazar na lage 

ha nazar na lage, ha nazar na lage

haye kisi ki nazar na, nazar na lage 

inhe kisi ki nazar na lage

Explore this song