Roman script

aayi bahar kiye solha singaar ho

aayi bahar kiye solha singaar

sakhi chamka umango ka taara

ho sakhi chamka umango ka taara

chamka umango ka taara ho 

sakhi chamka umango ka taara

bagiya me chhayi umang hai

aur phulo me pritam ka rang hai

ho phulo me pritam ka rang hai

bagiya me chhayi umang hai

aur phulo me pritam ka rang hai

ho phulo me pritam ka rang hai

hontho me pyas liye milne ki aas lagaye

dulhan ne ghunghat utara

ho sakhi chamka umango ka taara

chamka umango ka taara ho 

sakhi chamka umango ka taara

aayi bahar kiye solha singaar

sakhi chamka hai naino ka taara

ho sakhi chamka hai naino ka taara

chamka hai naino ka taara ho

sakhi chamka hai naino ka taara

mukhda gulab sa hai pyara

jhule nanha sa raaj dulara

o jhule nanha sa raaj dulara

mukhda gulab sa hai pyara

jhule nanha sa raaj dulara

o jhule nanha sa raaj dulara

maiya ki god bhari naino ko jyot mili

jagmag hai aangan humara

ho sakhi chamka hai naino ka taara

chamka hai naino ka taara

sakhi chamka hai naino ka taara

aayi bahar kiye solha singaar

sakhi chamka hai naino ka taara

ho sakhi chamka hai naino ka taara

chamka hai naino ka taara ho

sakhi chamka hai naino ka taara

Explore this song