Roman script

aayega aayega mere sapano kaa raja ik din to aayega

dolee me woh mujhako kahee le jayega

aa ke jawanee ne jane kya mujhpe jadu kiya

tere bina abb rah naa sakun mai aaja piya

janejan janejan aise hee kab tak tu mujhe tadapayega

dil yeh chahe teree baaho me rahun sada

kuchh naa bolu aankho se dil kee kahu sada

sajana meree ulajhee lat tu kab sulajhaega

sajana meree ulajhee lat tu kab sulajhaega

aayega aayega mere sapano kaa raja ik din to aayega

dolee me woh mujhako kahee le jayega

Explore this song