Roman script
aayega aayega bichhda yaar hamara aayega aayega bichhda yaar hamara khinch ke usko layega ik din pyar hamara aayega aayega bichhda yaar hamara aayega aayega bichhda yaar hamara khinch ke usko layega ik din pyar hamara aayega aayega bichhda yaar hamara oo ho aayega aayega bichhda yaar hamara harenge hum na ummide apni, kaise rahega harapal andhera bikharega ik din harsu ujala, raina dhalegi hoga savera is dil ka vo araman hai hum, jism hai vo jaan hai bichhadege phir na kabhi hum dobara aayega aayega bichhda yaar hamara oo ho aayega aayega bichhda yaar hamara uski mohabbat dil me basi hai, uske liye hai ye zindagani uska lahu hai meri rago me, hai pas mere uski nishani mar mar ke bhi jiti rahi, ashqo ko mai piti rahi ungli pe gin gin ke din hai guzara aayega aayega bichhda yaar hamara oo ho aayega aayega bichhda yaar hamara khinch ke usko layega ik din pyar hamara aa gaya aa gaya bichhda yaar hamara aa gaya aa gaya bichhda yaar hamara
Song details
- Singer: Abhijeet
- Singer: Kavita Krishnamurthy
- Singer: Suresh Wadkar
- Film / album: Jaagruti (1992)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Salman Khan
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Ashok Saraf
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Aparajita
- Actor: Beena
- Actor: Suresh Bhagwat
- Actor: Pankaj Dheer
- Actor: A K Hangal
- Actor: Mohan Joshi
- Actor: Shiva
- Actor: Javed Khan
- Actor: Raza Murad
- Actor: Raja Duggal
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Puneet Issar
- Actor: Dina Pathak
Song video
singer: Abhijeet, Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar
actor: Salman Khan, Karishma Kapoor
