Roman script

o saathiya, o saathiya

aayi jo teri yaad, dil ne ki dil se baat

liya tera naam, phir mehki shaam

yaado ne teri, ye kya kiya

dil chura liya saathiya

dil chura liya saathiya

aayi jo teri yaad, dil ne ki dil se baat

liya tera naam, phir mehki shaam

yaado ne teri, ye kya kiya

dil chura liya saathiya

ha dil chura liya saathiya

aankho ne dekhe, phir se wahi manjar

jo ho gaye the, ek pal me hi gum

yaado me kho ke, kyun aisa laga bas

ke aa gaye, meri baaho me tum

tanha hai tere bin, mushkil hai kitne din

liya tera naam, phir mehki shaam

yaado ne teri, ye kya kiya

dil chura liya saathiya

dil chura liya saathiya

ye tanhai aur ye bechaini

jeete ji dekh le, le na jaan

bas chup rahke aur sab kuch sah ke

jeena bhi hai hame, ab yaha

tuta hai tera saath, yaade hain mere paas

liya tera naam, phir mehki shaam

yaado ne teri, ye kya kiya

dil chura liya saathiya

dil chura liya saathiya

aayi jo teri yaad, dil ne ki dil se baat

liya tera naam, phir mehki shaam

yaado ne teri, ye kya kiya

dil chura liya saathiya

dil chura liya saathiya

Explore this song