Roman script

o saathiya o saathiya

aayi jo teri yaad, dil ne kee dil se baat

liya teraa naam phir mehaki shaam 

yaado ne teri ye kya kiya

dil chura liya saathiya 

dil chura liya saathiya 

aayi jo teri yaad, dil ne kee dil se baat

liya tera naam phir mehaki shaam 

yaado ne teri ye kya kiya

dil chura liya saathiya 

dil chura liya saathiya 

aankho ne dekhe phir se wahi manjar 

jo ho gaye the ek pal me hee gum

yaado me khoke kyu aisa laga bas 

phir aa gaye meri baaho me tum

tanha hai tere bin mushkil hai kitne din

liya tera naam phir mehaki shaam 

yaado ne teri ye kya kiya

dil chura liya saathiya 

ha dil chura liya saathiya 

ye tanhayi aur ye bechaini 

jeete jee dekh le, le na jaan

bas chup rahke aur sab kuchh seh ke 

jina bhi hai hame ab yaha

tuta hai tera saath yaade hai mere paas

liya tera naam phir mehaki shaam 

yaado ne teri ye kya kiya

dil chura liya saathiya 

dil chura liya saathiya 

aayi jo teri yaad, dil ne kee dil se baat

liya teraa naam phir mehaki shaam 

yaado ne teri ye kya kiya

dil chura liya saathiya 

ha dil chura liya saathiya

Explore this song