Roman script

o saathiya o saathiya 

aaye jo teri yaad 

dil le ke dil se baat 

liya tera naam phir mahaki shaam 

yaadon ne teri kya kiya 

dil chura liya saathiya 

dil chura liya saathiya 

aaye jo teri yaad 

dil le ke dil se baat 

liya tera naam phir mahaki shaam 

yaadon ne teri kya kiya 

dil chura liya saathiya 

dil chura liya saathiya 

aankho ne dekhi phir se vo hi manjar

jo ho gaye the ik pal mein gum 

yaadon mein kho ke kyun aisa laga bas

ki aa gaye meri baahon mein tum  

tanha hai tere bin mushkil hai kitne din 

liya tera naam phir mahaki shaam 

yaadon ne teri kya kiya 

dil chura liya saathiya 

dil chura liya saathiya 

ye tanhaai aur ye bechaini 

jeete ji dekh le le na ja 

bas chup rah ke aur sabkuch sahke 

jina bhi hai hume ab yaha

tuta hai tera sath yaade hai mere pas 

liya tera naam phir mahaki shaam 

yaadon ne teri kya kiya 

dil chura liya saathiya 

dil chura liya saathiya 

aaye jo teri yaad 

dil le ke dil se baat 

liya tera naam phir mahaki shaam 

yaadon ne teri kya kiya 

dil chura liya saathiya 

dil chura liya saathiya

Explore this song