Roman script

aaye the huzur bade tan ke

julfe sanware banthan ke

najre jhukaye ab chale kahan banke

hamar jaani

aaye the huzur bade tan ke

julfe sanware banthan ke

najre jhukaye ab chale kahan banke

hamar jaani

dekh ke ghayal hath tumhara

dil mera ghayal hai

dekh ke ghayal hath tumhara

dil mera ghayal hai

chal kar raah badal du apni

jeete ji muskil hai kasam lelo

aaye the huzur bade tan ke

julfe sanware banthan ke

najre jhukaye ab chale kahan banke

hamar jaani

hamse tumhe nafrat hi sahi

ikarar karo to jane

hamse tumhe nafrat hi sahi

ikarar karo to jane

chhod ke hamko aur kisi se 

pyar karo to jane, ye jurrat hai

aaye the huzur bade tan ke

julfe sanware banthan ke

najre jhukaye ab chale kahan banke

hamar jaani

aaye the huzur bade tan ke

julfe sanware banthan ke

najre jhukaye ab chale kahan banke

hamar jaani

Explore this song