Roman script

aaye na aisa waqt kisi pe yaha kabhi

aaye na aisa waqt kisi pe yaha kabhi

chaha jise wo mujhko samjhta hai ajnabi

aaye na aisa waqt kisi pe yaha kabhi

mujhme samaye hai jo meri jaan ki tarah

wo ghar mere aaye hai mehmaan ki tarah 

mujhme samaye hai jo meri jaan ki tarah

wo ghar mere aaye hai mehmaan ki tarah 

kya khub mujhpe hai mukadar ne ki dillgi 

kya khub mujhpe hai mukadar ne ki dillgi 

chaha jise wo mujhko samjhta hai ajnabi

aaye naa aisa waqt kisi pe yaha kabhi

manjil hai mere saamne mujhko ye hai pta

par sujhata nahi hai mujhe koi raasta

manjil hai mere saamne mujhko ye hai pta

par sujhata nahi hai mujhe koi raasta

laayi hai aise mod pe mujhko ye jindagi

laayi hai aise mod pe mujhko ye jindagi

chaha jise wo mujhko samjhta hai ajnabi

aaye naa aisa waqt kisi pe yaha kabhi

Explore this song