Roman script

aaye jo kisi ke kaam aaye jo kisi ke kaam

jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam

jeena hai usi ka naam jeena hai usi ka naam

aaye jo kisi ke kaam aaye jo kisi ke kaam

aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam

aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam

jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam

hai sacha insan vahi jo gairo ke dukh bate

ho gairo ke dukh bante chun leta hai palko se jo 

sabki rah ke kante ho sabki rah ke kante

apne liye agar jina to jina hai nakaam 

har kone me pahuchado 

ye allah ka paigam aaye jo kisi ke kaam ho

aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam

aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam

jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam

kabhi agar mil jaye daulat

achhe kaam lagana ho achhe kaam lagana ho

nange badan ko kapda bukhe ko roti dilwana

tu tu roti dilwana neki ki raho par chalna 

maksad ho agar tera jayaz hai fir tere liye

lut ka mal khazana hai tera ye iman 

nahi tujh par ye ilzam har kone me pahuchado 

ye allah ka paigam aaye jo kisi ke kaam ho

aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam

aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam

jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam

daulat ki nagin se jisne apna pyar badaya ho

apna pyar badaya kabhi kabhi aise insan par

aisa bhi din aaya ho aisa bhi din aaya

pis gaya maut ki chakki me wo apni maut se pahle 

waqt ke hatho lut gaya uski sanso ka sarmaya

lalach ka to bande ye hota hai ye anjaam

har kone me pahuchado 

ye allah ka paigam aaye jo kisi ke kaam ho

aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam

aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam

jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam

Explore this song