Roman script

sambola jambo jambo, sambola jambo jambo

bajaao sab milkar taali, bajaao sab milkar taali

bajaao sab milkar taali, ki aaye hum nachne waale 

ki aaye hum gaane waale 

ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale  

na sona na chaandi maange, na bangla na gaadi maange

na paisa na jevar maange, na heere na moti maange 

maange hum taali pe taali 

sadko pe naachne waale, aap tak aa gaye 

yaaro hume daad do, aaj is baat pe 

sadko pe naachne waale, aap tak aa gaye 

yaaro hume daad do, aaj is baat pe

naacho saath humaare tum, yaaro milkar saare tum 

geeto waali shaam aayi hai, gaao saath humaare tum

maange hum taali pe taali 

ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale

ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale 

na sona na chaandi maange, na bangla na gaadi maange

na paisa na jevar maange, na heere na moti maange 

maange hum taali pe taali 

ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale

ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale

sambola jambo jambo, sambola jambo jambo

sambola jambo jambo, sambola jambo jambo

Explore this song