Roman script

aaye hain balma ho din pyare pyare 

aaye hain balma

aaye hain balma ho din pyare pyare 

abb jage bhag hamare din pyare pyare

abb jage bhag hamare din pyare pyare

aaye hain balma

aaye hain balma ho din pyare pyare 

tum har har kar jit gaye 

tum har har kar jit gaye 

ham jit jit kar hare balma hamare 

ham jit jit kar hare balma hamare 

aaye hain balma

aaye hain balma ho din pyare pyare 

duniya hai ye prit ki dushman

rit ye dekhe prit ki dushman

rit ye dekhe prit ki dushman

duniya nayi basayenge ham tum

gayenge ham tum mil ke git 

gayenge ham tum mil ke git hamare

din pyare pyare aaye hain balma

aaye hain balma ho din pyare pyare

nayi kushiya aaj bulati hain 

nayi kushiya aaj bulati hain

kar kar ky ishare balma hamare

kar kar ke ishare balma hamare

aaye hain balma

aaye hain balma ho din pyare pyare

Explore this song