Roman script

aankho me jab tum samane lage khwabo khyalo pe chane lage 

chupke se dhire se mere dil ne ye pukara o sanam 
aaye din hai pyar ke aaye din hai pyar ke 

teri baate teri yade ab aur hame koi kaam nahi 
betabi hai bechaini hai ek pal ke liye aaram nahi 
ye pyar ke pal itne hasi hai paya tumhe to aaya yaki hai 
jab hum najdik aane lage chup chup ke milne milane lage 
chupke se dhire se mere dil ne ye pukara o sanam 
aaye din hai pyar ke aaye din hai pyar ke 
har ek ada bahki bahki andaj bhi hai badle badle 
na hosh koi na koi khabar jane kaisi halchal hai ye 
halka halka dard ye hai kya ab jake maine jaan liya 
jab tum ninde udane lage sanso ko yu mahkane lage 
chupke se dhire se mere dil ne ye pukara o sanam 
aaye din hai pyar ke aaye din hai pyar ke 
aankho me jab tum samane lage khwabo khyalo pe chane lage 
chupke se dhire se mere dil ne ye pukara o sanam 
aaye din hai pyar ke aaye din hai pyar ke

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy