Roman script

aaye aao, aaye aao, aaye aao, aaye aao

tare aasman ke dharati pe kisne utare

tare aasman ke dharati pe kisne utare

kisne hamko toda hame chhoda kiske sahare

kisne hamko toda hame chhoda kiske sahare

aaye aao, aaye aao, aaye aao, aaye aao

ham roshani de sakte hain, ham ghar chamka sakte hain

ham roshani de sakte hain, ham ghar chamka sakte hain

bichhadi huyi khushi kisi ki ham vapas la sakte hain

aaye aao, aaye aao, aaye aao, aaye aao

tare aasman ke dharati pe kisne utare

kisne hamko toda hame chhoda kiske sahare, taare

ham pyar jata sakte hain, ham raah dikha sakte hain

ham pyar jata sakte hain, ham raah dikha sakte hain

muskaye toh patthar dil ko ham mom bana sakte hain

aaye aao, aaye aao, aaye aao, aaye aao

tare aasman ke dharati pe kisne utare

kisne hamko toda hame chhoda kiske sahare

tare aasman ke dharati pe kisne utare

kisne hamko toda hame chhoda kiske sahare, taare

aaye aao, aaye aao, aaye aao, aaye aao

Explore this song