Roman script

aaya tha churaane main, tere dil ko 

par ye kya hua main kho baita 

apne hi dil ko 

o hay hay hay 

o hay hay hay 

aai thi churaane main tere nind ko 

par ye kya huaa nind na aaye 

mujhko raaton ko 

o hay hay hay 

o hay hay hay 

teri meri ye uljhi uljhan 

suljhaaye kaise 

ek duje ke dil ko dono 

samjhaye kaise 

pyar agar ho gaya hamko to 

bachna hain mushkil 

ek duje ke bin meri jaan 

jina hain mushkil 

o aaya tha churaane main, tere dil ko 

par ye kya hua main kho baita 

apne hi dil ko 

o hay hay hay 

o hay hay hay 

aai thi churaane main tere nind ko 

par ye kya huaa nind na aaye 

mujhko raaton ko 

o hay hay hay 

o hay hay hay 

o hay hay hay 

o hay hay hay

Explore this song