Roman script

aaya re aaya mara piya ghar aaya 

aaya re aaya mara piya ghar aaya

aaya re aaya mara piya ghar aaya

ho maare aangna me man mara nache re

ke piya ghar aaya re

ho maare aangna me man mara nache re

ke piya ghar aaya re

ho mai to ho gayi ho gayi bawariya re

ke piya ghar aaya re

aaya re aaya mara piya ghar aaya 

aaya re aaya mara piya ghar aaya

aaya re aaya mara piya ghar aaya

saj dhaj ke mai darpan dekhu

khud ki najar utaaru re

saj dhaj ke mai darpan dekhu

khud ki najar utaaru re

chhat pe bethi sajna teri 

pal pal rah niharu re

ho meri gali me, ho meri gali me

meri gali me ye shor macha re

ke piya ghar aaya re

ho maare aangna me man mara nache re

ke piya ghar aaya re

ho maare aangna me man mara nache re

ke piya ghar aaya re

aaya re aaya mara piya ghar aaya 

aaya re aaya mara piya ghar aaya

aaya re aaya mara piya ghar aaya

sajan aaya ae sakhi mai kaai manvar karu

thaaal bharu gaj motiya, upan nain dharu

sawan ki rimjhim ye bole

milan ki rut ab aayi re

sawan ki rimjhim ye bole

milan ki rut ab aayi re

shaam dhale kholega ghunghata

soch ke main sharmayi re

ho chanda jake tu, ho chanda jake tu

ho chanda jake kahi pe tu chhup ja re

ke piya ghar aaya re

ho maare aangna me man mara nache re

ke piya ghar aaya re

ho maare aangna me man mara nache re

ke piya ghar aaya re

ho mai to ho gayi ho gayi bawariya re

ke piya ghar aaya re

aaya re aaya mara piya ghar aaya 

aaya re aaya mara piya ghar aaya

aaya re aaya mara piya ghar aaya

aaya re aaya mara piya ghar aaya

Explore this song