Roman script

waqt adhura ye dil dhadka jaye

kaahe na aaye tu kyu tu sataye

piya ki hai aas mujhko

suna laage ye sama

aankhe ye raah dekhe biti jaye sham

aaya nahi saiyan jiya lage na

tanhaiyo me biti jaye sham

aaya nahi saiyan kahe tarsaye

aaya nahi saiyan kahe tarsaye

wade adhure tere chain churaye, kahe tarsaye

aaya nahi saiyan jiya lage na

wada tha kaisa tera kanch ka sapna

tut ke aise chubha dard na ho kam mera

wada tha kaisa tera kanch ka sapna

tut ke aise chubha dard na ho kam mera

wade adhure tere chain churaye, kahe tarsaye

aaya naahi saiyan jiya lage na

na tha tu humse juda na tu khafa tha

rahon me hum akele tanha ye dil mera

na tha tu humse juda na tu khafa tha

rahon me hum akele tanha ye dil mera

sun le sada ho na juda, jiya jaaye na

jiya jaye na, jiya jaye na

kahe naa aaye tu kyu tu sataye

piya ki hai aas mujhko

suna lage ye sama

aankhe ye raah dekhe biti jaye sham

aaya nahi saiyan jiya lage na

aaya nahi saiyan kahe tarsaye

mohe sataye chain churaye, kahe tarsaye

wade adhure tere chain churaye, kahe tarsaye

aaya nahi saiyan jiya jaye na

aaya nahi saiyan jiya jaye na

aaya nahi saiyan jiya jaye na

Explore this song