Roman script

aaya na karo gudiya mere paas

aaya na karo gudiya mere paas

dukh mera sun ke tum ho jaogi udas

aaya na karo gudiya mere paas

dukh mera sun ke tum ho jaogi udas

mai to wo hu ke dunia me

aaye hai jo aasu pine ke liye

mera jina kya jina

ke jiti hu mai yuhi jine ke liye

sapna koi na koi aas

aaya na karo gudiya mere paas

aaya na karo gudiya mere paas

dukh mera sun ke tum ho jaogi udas

mujhko mamta ki pyasi tumhari najar

kar deti hai bekarar

maa ke aachal ka saya mai de na saku

kitna chahu bar bar

kuch bhi nahi hai mere pas

aaya na karo gudiya mere paas

aaya na karo gudiya mere paas

dukh mera sun ke tum ho jaogi udas

Explore this song