Roman script

aaya mai aaya aaya mai aaya 

mujhsa diwana hai kaha

aaya mai aaya aaya mai aaya 

mujhsa diwana hai kaha

chehra hai mera jana pahchana

muskil meri najro se bach pana

dekho kya shama hai mahfil bhi jawa hai

hone wala hai kuch yaha

aa meri jaa tujhe dekhu to jara

hoga hum dono ka faisla

aa meri jaa tujhe dekhu to jara

hoga hum dono ka faisla

nachenge gayenge denge hum imtiha

nachenge gayenge denge hum imtiha

Explore this song