Roman script

aaya kaun meri mahfil me dil hua hai diwana

jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana

aaya kaun meri mahfil me 

dil ne pukara mere dekho ye najara

kare tujhe piya mera jiya ye ishare

dil ne pukara mere dekho ye najara

kare tujhe piya mera jiya ye ishare

beet na jaye kahi shama ye suhana

jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana

aaya kaun meri mahfil me dil hua hai diwana

jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana

aaya kaun meri mahfil me 

aake na jaye koi kahde bahar ko

jake sataye na rulaye mere pyar ko

aake na jaye koi kahde bahar ko

jake sataye na rulaye mere pyar ko

dekho acha nahi hai dil ka dukhana

jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana

aaya kaun meri mahfil me dil hua hai diwana

jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana

aaya kaun meri mahfil me dil hua hai diwana

jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana

aaya kaun meri mahfil me

Explore this song