Roman script

aaya hu badi dur se sunke tumhare pas 
aaya hu badi dur se sunke tumhare pas 
kahte hai darde dil ki dawa hai tumhare pas
aaya hu badi dur se sunke tumhare pas 
jab tum chalo to chand sitare bhi sang chale
jab tum chalo to chand sitare bhi sang chale
kahte hai ke kuch aisi ada hai tumhare pas
aaya hu badi dur se sunke tumhare pas 
khoya ho kahi aur to dundo bhi apna dil
khoya ho kahi aur to dundo bhi apna dil
kahte hai sab yahi ke chhupa hai tumhare pas
aaya hu badi dur se sunke tumhare pas 
barsa do to khil jaye kawal mere pyar ke
barsa do to khil jaye kawal mere pyar ke
kahte hai ke sawan ki ghata hai tumhare pas
aaya hu badi dur se sunke tumhare pas 
kahte hai darde dil ki dawa hai tumhare pas
aaya hu badi dur se sunke tumhare pas

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Juhi Chawla, Vivek Mushran