Roman script

aaya hai barisho ka, mausam sharab peekar

aao ke bhul jaye, sab gham sharab peekar

gazalo ke jaam chhalke, kuch khaas hi ada se

pahunche hum anjuman me, jis dam sharab peekar

pahunche hum anjuman me, jis dam sharab peekar

aao ke bhul jaye, sab gham sharab peekar

aaya hai barisho ka, mausam sharab peekar

kaliyo ka ye tabassum, bhanwaro ka ye tarannum

madhosh kar raha hai, aalam sharab peekar

madhosh kar raha hai, aalam sharab peekar

aao ke bhul jaye, sab gham sharab peekar

aaya hai barisho ka, mausam sharab peekar

kis husn ki sharabe, aankho ko yaad aayi

daman me gir rahi hai, shabnam sharab peekar

daman me gir rahi hai, shabnam sharab peekar

aao ke bhul jaye, sab gham sharab peekar

aaya hai barisho ka, mausam sharab peekar

shab hai sambhal ke chaliye, sab raaz khol degi

pajeb ki thirakti, chham chham sharab peekar

pajeb ki thirakti, chham chham sharab peekar

aao ke bhul jaye, sab gham sharab peekar

aaya hai barisho ka, mausam sharab peekar

aaya hai barisho ka, mausam sharab peekar

Explore this song