Roman script

aaya achanak aisa jhoka

hind ka jagmag deep bujha

hind ka jagmag deep bujha

haye haye haye 

aaya achanak aisa jhoka

hind ka jagmag deep bujha

hind ka jagmag deep bujha

haye haye haye

bapu amar ho swarg sidhare

kaise jiye hum kiske sahare

desh me kya kam the andhiyare

desh me kya kam the andhiyare

aur bhi phute bhag hamare

saya tumhara sar se utha

ho gaye bapu hamse juda

hind ka jagmag deep bujha

hind ka jagmag deep bujha

haye haye haye

aakash pe jhil mil chand sitare

dharti hai bojhal dard ke mare

chote bade sab roye bechare

chote bade sab roye bechare

band hue aaj more dware

saya tumhara sar se utha

ho gaye bapu hamse juda

hind ka jagmag deep bujha

hind ka jagmag deep bujha

haye haye haye

Explore this song