Roman script

hum kho gaye ji dil kho gaya hai

kuch ho gaya hai hamko

kismat khuli hai manjil mili hai

ulfat ke har kadam ko

aaya ab ja ke jine ka maza

ha aaya ab ja ke jine ka maza

hum kho gaye ji dil kho gaya hai

kuch ho gaya hai hamko

kismat khuli hai manjil mili hai

ulfat ke har kadam ko

aaya ab ja ke jine ka maza

ha aaya ab ja ke jine ka maza

bahe baho me dal ke aankho se do pila

aankho me dhal ke

mana bahakaya sham ne

par aisi sokhiya or sabke samne

tum dil ke tar chedo sanam

na chedo meri sharam ko

hum kho gaye ji dil kho gaya hai

kuch ho gaya hai hamko

kismat khuli hai manjil mili hai

ulfat ke har kadam ko

aaya ab ja ke jine ka maza

ha aaya ab ja ke jine ka maza

mere dil ki diwangi jane 

kis rah par mujhko hai le chali

ye to jiwan ka sath hai

fir mere humsafar dar ki kya bat hai

jite ji hum na todenge aye sanam

pyar ki kasam ko

hum kho gaye ji dil kho gaya hai

kuch ho gaya hai hamko

kismat khuli hai manjil mili hai

ulfat ke har kadam ko

aaya ab ja ke jine ka maza

ha aaya ab ja ke jine ka maza

Explore this song