Roman script

aaya aaya sawan aaya 

pyar leke sang aaya 

indrdhanush jaise satrangi haar laya 

jine ka maja bhi aaya 

dil se jo dil milaya 

hawao ne tand karke 

gane lagi dhup chhaya 

aaya aaya sawan aaya 

pyar leke sang aaya 

ho ho ho ho 

sadiyo se maine dekha sapna

wo pura hua janejana 

man me wo ful khila

gulshan mahkaya janejana 

pyase tum ham, sang ho sawan 

hay o rama 

sadiyo se maine dekha sapna

wo pura hua janejana 

man me wo ful khila

gulshan mahkaya janejana 

khila ang ang tera

bhiga badan dil dole mera 

madhu bhari ankhiyo ye ras bhara 

mausam dale ghera 

sanso me garmi hain man me agan 

tan sunge tera 

sawan barse yoban dhua dhua hoye re mera 

aaya sawan hay rabba, lahraye kamriye tauba 

gupchup gupchup ye jajba, badhta hi jaye rabba 

pyase tum ham, sang ho sawan 

hay o rama 

sadiyo se maine dekha sapna

wo pura hua janejana 

man me wo ful khila,

gulshan mahkaya janejana 

aaya aaya sawan aaya 

pyar leke sang aaya 

indrdhanush jaisA satrangi haar laya 

jine ka maja bhi aaya 

dil se jo dil milaya 

hawao ne taan kasi

gane lagi dhup chhaya 

tumne jo chhua mujhe bijali si lahar aai janejana 

itni bhi kyo hain gori komal kaya teri janejana 

janmo se dabi hui 

man me na uthe kabhi aisi jwala 

shayad koi tujhe mujhsa na mila dil dene wala 

sawan me man tadpega, sajan sath dega 

kya rishta hain janmo ka mujhsa tere man ka 

pyase tum ham, sang ho sawan 

hay o rama 

sadiyo se maine dekha sapna

wo pura hua janejana 

man me wo ful khila

gulshan mahkaya janejana 

pyase tum ham, sang ho sawan 

hay o ramaa 

aaya aaya sawan aaya 

pyar leke sang aaya 

indr dhanush jaisa satrangi haar laya 

jine ka maja bhi aaya 

dil se jo dil milaya 

hawao ne taan kasi

gane lagi dhup chhaya

Explore this song