Roman script

aawaz deta hai sola ka sin 
jine ki rate hai marne ke din 
ha ho ho marne ke din
aawaz deta hai sola ka sin 
jine ki rate hai marne ke din 
ha ho ho marne ke din
o mai rup ki khilti kali masti bhari
o mai rup ki khilti kali masti bhari
o dharti pe hu, o dharti pe hu 
aakash ki neelam pari
aawaz deta hai sola ka sin 
jine ki rate hai marne ke din 
ha ho ho marne ke din
o aankho me bas ulfat ka ras
athla kisi ki prit thi
o aankho me bas ulfat ka ras
athla kisi ki prit thi
ho mauka na kho, ho mauka na kho
jo ho so ho lahra ke ji le
aawaz deta hai sola ka sin 
jine ki rate hai marne ke din 
ha ho ho marne ke din
o nazro me tu sanso me ghul
baho me aa aa
o nazro me tu sanso me ghul
baho me aa aa
ho parwah na kar, ho parwah na kar
duniya ka dar
dil pe na la dil me la la
aawaz deta hai sola ka sin 
jine ki rate hai marne ke din 
ha ho ho marne ke din
aawaz deta hai sola ka sin 
jine ki rate hai marne ke din 
ha ho ho marne ke din

Song details

Song video

Watch on YouTube