Roman script

pehli baarish ki tarha dil ko bhigane chali

pehli azaan ki tarha tujhko jagane chali

aawari aawari mai puri aawari

aawari aawari mai puri aawari

khushbu saari kudarat ki lekar mai aise firti

jaise ki khud hu ek hawaa mehki

aawari aawari mai puri aawari

aawari aawari mai puri aawari

geeli mitti ki tarha yaadein jagane chali

badle mausam ki tarha dhadkan badhane chali

aawari aawari mai puri aawari

aawari aawari mai puri aawari aaaa

teri zameen tera aasmaan dono naya kar chali

muskaate honthon se yu rangat bayan kar chali

rukha-rukha dil ka mausam mai khushnuma kar chali

har gum har dard tera mai gumshuda kar chali

kone mei dil ke kahi kamra banane chali

aawari aawari mai puri aawari

aawari aawari mai puri aawari

mai puri aawari, mai puri aawari

Explore this song