Roman script

ye dil ye pagal dil mera kyu bujh gaya awargi 

is dasht me ik shahar tha 
is dasht me ik shahar tha wo kya hua awargi 

awargi awargi awargi ye dil
kal sab mujhe beshkal lagi aawaz ne chaunka diya 

maine kaha tu kon hai maine kaha tu kon hai 
usne kaha awargi
ye dil ye pagal dil mera kyu bujh gaya awargi 
ye dil ye pagal dil mera kyu bujh gaya awargi 
is dasht me ik shahar tha 
is dasht me ik shahar tha wo kya hua awargi 
ye dil ye pagal dil mera kyu bujh gaya awargi 
awargi awargi awargi ye dil
ik ajnabi jhoke ne jab pucha mere gam ka sabab

sahra ki bhigi ret par sahra ki bhigi ret par 
maine likha awargi 
ye dil ye pagal dil mera kyu bujh gaya awargi 
ye dil ye pagal dil mera kyu bujh gaya awargi 
is dasht me ik shahar tha 
is dasht me ik shahar tha wo kya hua awargi 
ye dil ye pagal dil mera kyu bujh gaya awargi 
awargi awargi awargi ye dil

Song details

Song video

Watch on YouTube