Roman script

aawara kehta tha mujhe ye jahan

jis din se paaya jaanam tujhe meharbaan

aawara kehta tha mujhe ye jahan

jis din se paaya jaanam tujhe meharbaan

aabaad hone lagi sooni si ye zindagi

karne laga pyaar main karne laga aashiqi

mere dil ne pukaara aawara aawara aawara

aawara kehta tha mujhe ye jahan

jis din se paaya jaanam tujhe meharbaan

aawara kehta tha

kuchh tere jalwone deewana kiya

kuchh toh is dil se bhi shararat hui

mere tazavvur mein basi tu hi tu

tujse o jaanam yun mohaabat hui

sadiyo se mujh ko thi teri aarzoo

badli hai kismat ye jab se mili too

aabad hone lagi sooni si ye zindagi

karne laga pyaar main karne laga aashiqi

mere dil ne pukaara aawara aawara aawara

aawara kehta tha

jis din se nazrone mein tu shamil hui

harsh main karta hun nazara tera

yuhi batakta rehta main saari umar

mujhko agar na milta sahara tera

ab koi hasrat hai na kuch aas hai

teri wafa ab to mere paas hai

aabad hone lagi sooni si ye zindagi

karne laga pyaar main karne laga aashiqi

mere dil ne pukaara aawara aawara aawara

Explore this song