Roman script

aawaargi ba rang ae tamaasha buri nahi

aawaargi ba rang ae tamaasha buri nahi

zauq ae nazar mile to ye duniya buri nahi

aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

kahte hain teri zulf e parishaan ko zindagi

kahte hain teri zulf e parishaan ko zindagi

ae dost zindagi ki tamanna buri nahi

aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

hai na khuda ka meri tabaahi se waasta

hai na khuda ka meri tabaahi se waasta

main janta hun niyat ae dariyaa buri nahi

main janta hun niyat ae dariyaa buri nahi

aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

is rahzan ae hayaat zamaane se dur chal

is rahzan ae hayaat zamaane se dur chal

mar bhi gaye to chaadar ae sahara buri nahi

aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

zauq ae nazar mile to ye duniya buri nahi

aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

Explore this song