Roman script

aate jate yun hi jindgi mil gayi 
faasle kam huye manzile mil gayi 
pahle kabhi na thi dil mein 
koi halchal na sukun ki kami 
tanha kahi rahti thi khushiyan 
aankhon mein bhi na thi nami 
ab khaab hai neende nahi 
badli si hai dil ki zamin 
aate jate yun hi jindgi mil gayi 
chalte huye meri raahen kahan jane 
kadamon se gum ho gayi 
kahte huye dil ki khamoshiyan 
jane kyun aisi tham si gayi 
kuch aadhi si hai aashaye meri 
hongi baaki kahan sochu yahi 
aate jate yun hi jindgi mil gayi 
faasle kam huye manzile mil gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube