Roman script

aate ho jaate ho jaake phir aate ho

nahi milte toh dil tadapta hai

milke bhi toh ye dil jalate ho

ek do din ka milna ye milna hai kya

ek do din ka milna ye milna hai kya

milna hai to milna hai toh milo 

umar bhar ke liye ek do din ka milna

ye milna hai kya

ek hi sham me pyar ki dor thi

chahe har pal chahat yar ki

aise milne me hai kya khushi

milke tanha beete jindagi

raat din mangna ye milan ki dua

raat din mangna ye milan ki dua

phir tadapna phir tadapna

dua ke asar ke liye ek do din ka milna

ye milna hai kya

milna hai toh hum tum yu mile

tum na tum raho hum na hum rahe

aisa din ho aisi rat ho

pehra mera raat din sath ho

din jawani ke tanha gujarte nahi

din jawani ke tanha gujarte nahi

dil ye tadpe dil ye tadpe

kisi humsafar ke liye ek do din ka milna

ye milna hai kya milna hai to

milna hai toh milo umar bhar ke liye

ek do din ka milna ye milna hai kya

Explore this song