Roman script

aate hi kahte ho

jana hai jaldi hai

aate hi kahte ho

jana hai jaldi hai

jane do aayenge phir kal ye vada hai

aapka ye aana jana

kar dega diwana

aate hi kahte ho

jana hai jaldi hai

jane do aayenge phir kal ye vada hai

aapka ye aana jana

kar dega diwana, diwana

aapka ye aana jana

kar dega diwana

aaina sab kah chuka ab

berukhi andher hai

raat hai tanhai hai

aa jayiye kya der hai

tauba ji tauba

tauba ji tauba

ke pahla milan

aur be bekarari to had se jyada hai

aapka ye aana jana

kar dega diwana, diwana

aapka ye aana jana

kar dega diwana

dekh lo ji bhar ke humko

hum kisi se kam nahi

bewafai ki to sunlo

tum nahi ya hum nahi

dekho ji dekho

dekho ji duniya se bachb bach ke chalna

ke tum bhole bhale ho

dil sidha sadha hai

aapka ye aana jana

kar dega diwana, diwana

aapka ye aana jana

kar dega diwana

jhanjhar baja di ras barsa di

sawan ki rut aay ha aayi re

piya milan ki rut aayi

dekho na dekho na dekho

bhigi bhigi ye pawan 

aag nas nas me bhare

humse kyu chhed kare

dekhkar tumko mere sath

bawari ho gayi barsaat

are rimjhim ki jhadi

raah roke ahi khadi

bhigi sadi me badan

jaise ghunghat me dulhan

jaise ghunghat me dulhan

laaj me dubi huyi

banke main chhuyimuyi

aapse lipti huyi

kaise har baat kahu

kaise har baat kahu

ang ang bole piya

piya piya piya piya

o piya

ang ang bole piya

haye re lut liya

haye re lut liya

haye re lut liya

kitna pyara sajna

wari wari wari

ja ri jaau sajna

pagal hawa bhi hai

dushman ghata bhi hai

pagal hawa bhi hai

dushman ghata bhi hai

humko nasha bhi hai

ab kya irada hai

aapka ye aana jana

kar dega diwana, diwana

aapka ye aana jana

kar dega diwana

Explore this song