Roman script

aate aate aa gaye paas hum

jaate jaate le gaye tum sanam

meri neende mere saare sapne

le chalo mujhko bhi saath apne

tum na maano to tumko kasam

aate aate aa gaye paas hum

jaate jaate le gaye tum sanam

chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo

chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo

na ji na na ji na haan ji haan maang lo

aaj tum hum se sara jahan maang lo

aate aate aa gaye paas hum

jaate jaate le gaye tum sanam

paas itne hai aata nahi kuch nazar

paas itne hai aata nahi kuch nazar

humko apni khabar na kisi ki khabar

dhoond lena hume kho gaye hum magar

aate aate aa gaye paas hum

jaate jaate le gaye tum sanam

meri neende mere saare sapne

le chalo mujhko bhi saath apne

tum na maano to tumko kasam

Explore this song