Roman script

aata hai zindagi me

aata hai zindagi me, aisa bhi ek zamana

aisa bhi ek zamana

marne ka dhundti hai khud zindagi bahana

khud zindagi bahana

kya puchti hai dunia

kya puchti hai dunia

biti hai mujhpe kya kya

biti hai mujhpe kya kya

ek dukh ki hai kahani

ek dukh ki hai kahani

ek dard ka fasana

ek dard ka fasana

majbur zindagi me mujhsa koi na hoga

majbur zindagi me mujhsa koi na hoga

khud hi jala rahi hu

khud hi jala rahi hu

mai apna aashiyana

mai apna aashiyana

marne ka dhundti hai khud zindagi bahana

khud zindagi bahana

ek bhul thi ke maine chaha tujhe bhula du

ek bhul thi ke maine chaha tujhe bhula du

o bhul jane wale

o bhul jane wale

mushkil hai bhul jana

mushkil hai bhul jana

aata hai zindagi me aisa bhi ek zamana

aisa bhi ek zamana

Explore this song