Roman script

aasma se ek sitara is zami pe aa gaya

jisne dekha uske dil me ek jadu cha gaya

ek jawani duja nahkre uspe katil hai ada

kon kafir hai jo tujhpe dil se na hoga fida

haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya

dekhte hi rah gaye hum dil hamara kho gaya

tu bhi yara kam nahi hai tujhko apna kya pata

muskurake lut lena sikha tune ye bata

ho aankho aankho me na jane tune ye kya kah diya

mitha mitha dard dil me uth raha hai pyar ka

haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya

haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya

dekhte hi rah gaye hum dil hamara kho gaya

hote hote ho raha hai is tarah kam fasla

jaise humne khwab me hi kar liya ho fasla

jisko najre dhundhti thiw o aakhir aaj mil gaya

ab chupane se kya bhala raz apna khul gaya

haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya

haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya

dekhte hi rah gaye hum dil hamara kho gaya

Explore this song