Roman script

aasma pe main chalu aur jami pe main udu

ye mujhe kya ho gaya

jabse tum mil gaye ho, haal aisa ho gaya

jee kare yunhi baithi main rahu

ek jhalak mujhko dikha ke

dur mujhse ho gaye

raat bhar mujhko jaga ke

chain se tum so gaye

ek jhalak mujhko dikha ke

dur mujhse ho gaye

raat bhar mujhko jaga ke

chain se tum so gaye

aur kya ho raha hain, kuch nahin tum jaante

samane tum aao to main kuch kahu

aasma pe main chalu aur jami pe main udu

ye mujhe kya ho gaya

aaj kal hotho pe mere hain tarane pyaar ke

ek khushi payi hain maine apne dil ko haar ke

ye naya pyaar jo hain, ik purana rog hain

sah ke dekho tum bhi wo, jo main sahu

aasma pe main chalu aur jami pe main udu

ye mujhe kya ho gaya

jabse tum mil gaye ho, haal aisa ho gaya

jabse tum mil gaye ho, haal aisa ho gaya

jee kare yunhi baithi main rahu

o o

Explore this song