Roman script

aasman kehta hai rab se

tune chaand do kyo banaaye

aasman kehta hai rab se

tune chaand do kyo banaaye

ek meraa tha hai daag, dusra hai saaf saaf

sab ki najar uspe jaaye haay

wahi to hai meri hai wahi to

ki jisko dekh dekh chaand jalta hai

wahi to hai meri hai wahi to

ki jisko dekh dekh chaand jalta hai

rab ne kaha ae aasman

use bhej ke jamin par ham bhi pachhtaye haay

wahi to hai meri hai wahi to

ki jisko dekh dekh chaand jalta hai

wahi to hai meri hai wahi to

ki jisko dekh dekh chaand jalta hai

usko dekh phulo ko hoti hai jalan

kyon ki uski khushbu me hai sabhi magan

wo gujare dur se hawa ke shor se

uske aane ka pata chale yaha sabhi ye jaane

aasman kehta hai rab se

tune chaand do kyo banaaye

aasman kehta hai rab se

tune chaand do kyo banaaye

saat rang duniya me hote hain magar

aathvan kahan hai kise hai kya khabar

jo usko dekh le wo pal me jaan le

rang kyo kare hai koshishe, rang ek banaane

aasman kehta hai rab se

tune chaand do kyo banaaye

aasman kehta hai rab se

tune chaand do kyo banaaye

ek meraa tha hai daag, dusra hai saaf saaf

sab ki najar uspe jaaye haay

wahi to hai meri hai wahi to

ki jisko dekh dekh chaand jalta hai

wahi to hai meri hai wahi to

ki jisko dekh dekh chaand jalta hai

rab ne kaha ae aasman

use bhej ke jamin par ham bhi pachhtaye haay

wahi to hai meri hai wahi to

ki jisko dekh dekh chaand jalta hai

wahi to hai meri hai wahi to

ki jisko dekh dekh chaand jalta hai

Explore this song