Roman script

pairo tale se zamin sarka de hum wo bala hai

tez hawao mein shamme jala de sochta kya hai

sochta kya hai

tashan mein apni mast hai maula bas rehne do

himmat-e-marda madat-e-khuda ye bas kehne do

ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar

ke aasman ke paar chalo paar chalo

ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar

ke aasman ke paar chalo paar chalo

sholon se khele bhi par hai parwane bhi

aur rangon mein tez hai khoon

shakde na taale hain, hum bhi matwale hain

aaj hai rubaru, rubaru

rang jamayenge, woh kar dikhayenge

waqt hai apna daur shuru

apna safina hai, har lamha jina hai, hai yahin justaju

thaan liya jo kar ke rahenge koyi na shak hai

har sapna sach kar ke rahenge dekhna ab hai

ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar

ke aasman ke paar chalo paar chalo

ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar

ke aasman ke paar chalo paar chalo

dariya ka rukh modey, chuppi ko hum todey

sehaj hi paye aisa sukun

nayi dishao me, behaki hawao se hum kare guftagu

sagar ke dhaare hain, hum to banjare hain

pucho na aise hai kyun

naya tarana hai, apna zamana hai

sang hai main aur tu

pairo tale se zamin sarka de hum wo bala hai

tez hawao me shamme jala de sochta kya hai

tashan mein apni mast hai maula bas rehne do

bas rehne do

himmat-e-marda madat-e-khuda ye bas kehne do

ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar

ke aasman ke paar chalo paar chalo

ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar

ke aasman ke paar chalo paar chalo

Explore this song