Roman script

aasma aasma tu kya jane

meri dil ki dasta

aasma aasma tu kya jane

meri dil ki dasta 

aasma

tere aanchal me jitne hai taare

hai mere hi wo arman sare

tere aanchal me jitne hai taare

hai mere hi wo arman sare

ek chote se dil me humare

jagmagata hai sara jaha

aasma aasma tu kya jane

meri dil ki dasta

aasma

ye najare ye ghadiya suhani 

kab akele kate zindgani

ye najare ye ghadiya suhani 

kab akele kate zindgani

le gayi dil udakar hawaye

kar gaya mast pyara sama

aasma aasma tu kya jane

meri dil ki dasta

aasma

aarju kab se hai dil ko mere

koi aa jaye julfe bkhere

aarju kab se hai dil ko mere

koi aa jaye julfe bkhere

hath me tham kar hath uska

hal apna mai karlu bayan

aasma aasma tu kya jane

meri dil ki dasta

aasma aasma tu kya jane

meri dil ki dasta aasma

aasma

Explore this song