Roman script

aas lagaye ji dil se vo raste hi me chhod gaye

jo man mandir me baste the

vo prem ka bhandhan todd gaye

asman se dur tara ho gaya 

aaj koi besahara ho gaya

asman se dur tara ho gaya 

aaj koi besahara ho gaya, asman se dur

apni kashti rah gayi maajdhar me

apni kashti rah gayi maajdhar me

dur dariya se kinara ho gaya 

aaj koi besahara ho gaya

asman se dur tara ho gaya 

aaj koi besahara ho gaya, asman se dur

chin kar vo le gaye sabro karar

chin kar vo le gaye sabro karar

gham hamara tha hamara ho gaya

aaj koi besahara ho gaya

asman se dur tara ho gaya

aaj koi besahara ho gaya, asman se dur

apna duniya me koi sathi nahi

apna duniya me koi sathi nahi

dil tha vo bhi tumhara ho gaya

aaj koi besahara ho gaya

asman se dur tara ho gaya

aaj koi besahara ho gaya, asman se dur

Explore this song