Roman script

aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari

chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari

kya karoon aur kya nahi, baat kisi se kahi nahin

mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin

paagalpan yeh kaisa hai, ki jaisa taisa hai

soch ki najakat hai, thodi si shararat hain

tedha yeh saamaa kyun, aafat mein jaan kyun hai

mach raha bawaal kyun hai, ulta yeh dimaag kyun hain

aasmaan ko chukar dekha, taaron ki gali sawaari

chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari

ye ye ye aankh micholi, chor daaku bhoot kohli

bum bum bajrang bali, mahabali mahabali

khalbali hi khalbali dekho hai ho chali

dharti saagar taare hi pyaare

aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari

chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari

kya karoon aur kya nahin baat kisi se kahi nahi

mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahi

aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari

chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari

Explore this song