Roman script

asman ke paar shayad aur koyi asman hoga

asman ke paar shayad aur koyi asman hoga

badalo ke parvato par koyi barish ka makan hoga

mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha

kabhi udta huwa, kabhi mudta huwa

mera raasta chala o ho ho ho

mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha

mere panv ke tale ki yeh jamin chal rahi hai

kahi dhup thandi thandi, kahi chhaw jal rahi hai

iss jamin ka aur koyi asman hoga 

hoga asman, ho asman hoga

mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha

in lambe rasto par sab tej chalte honge

in lambe rasto par sab tej chalte honge

copy ke panno jaise yaha din palatte honge

sham ko bhi subah jaisa kya sama hoga

hoga kya sama, kya sama hoga

mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha

asman ke paar shayad aur koyi asman hoga

aur koyi asman hoga

badalo ke parbato par koyi barish ka makan hoga, hoga

ho mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha

kabhi udta huwa, kabhi mudta huwa

mera raasta chala o ho ho ho

mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha

mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha

mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha

Explore this song