Roman script

pairo tale se jami sarka de hum wo bala hai

tez hawao mein shamme jala de sochta kya hai

sochta kya hai

tashan mein apni mast hai maula bas rahne do

ke aasma ke paar chalo paar chalo yaar

ke aasma ke paar chalo paar chalo

sholo se khele bhi par hai parwane bhi

aur rago mein tez hai khun

shakde na taale hain, hum bhi matwale hain

aaj hai rubaru, rubaru

rang jamayenge, wo kar dikhayenge

waqt hai apna daur shuru

apna safina hai, har lamha jeena hai, hai yahin justju

than liya jo kar ke rahenge koyi na shak hai

himmat-e-marda madad-e-khuda ye bas kehne do

ke aasma ke paar chalo paar chalo yaar

ke aasma ke paar chalo paar chalo

Explore this song